Mera Bada Naam Ho Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Gumrah 1993 album cover

Gumrah 1993 Album Details

Mahesh Bhatt
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjay Dutt, Sridevi, Anupam Kher

album songs
Mera Bada Naam Ho Gaya
Singer : Abhijeet

Mera Bada Naam Ho Gaya Lyrics

Song Title = Mera Bada Naam Ho Gaya
Album Name = Gumraah
Singer = Abhijeet
Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = Mahesh Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((jab se main zara sa badnaam ho gaya
raam kasam mera bada naam ho gaya
jab tak jeeta rahu yu hi peeta rahu
saaki aur pila are botal munh se laga
lab pe pyaas jagi dil mein aag lagi
ek ghoont mein hi khaali jaam ho gaya
jab se main zara sa ...

mera ho bada naam ho gaya
mera re bada naam ho gaya

main mehalon mein raha main galiyon mein raha
dekhe jel sabhi jeete khel sabhi
par dil haar diya maine pyaar kiya hoy hoy hoy hoy
hona tha ye mera anjaam ho gaya
jab se main zara sa ...

vo ek shokh gazal vo madmast koyal
vo saavan ki ghata vo parvat ki hava
usko dekh liya vaada ek kiya
aaj se main tera gulaam ho gaya
jab se main zara sa ...

banjaaron ki tarah aavaaron ki tarah
aaye neend jahaan soja yaar vahaan
kal ki kisko khabar kal kuch bhi ho magar
aaj raat ka to intazaam ho gaya
jab se main zara sa ... ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Bada Naam Ho Gaya

Mera Bada Naam Ho Gaya is a song from Gumrah 1993. It is sung by Abhijeet. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Gumrah 1993 album song list for more songs and album details.