Mein Tu Ban Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Old Disco album cover

Old Disco Album Details

Old Disco
Rahul Dev Burman
Anjaan
Old Disco

album songs
Mein Tu Ban Gaya
Singer : Kishore Kumar

Mein Tu Ban Gaya Lyrics

Song Lyrics Title = Mein Tu Ban Gaya
Movie/Album Name = Aamne Samne (1982)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ashim Samanta
Music Label = Music India Limited
Starring = Mithun Chakraborty, Leela Mishra, Tarun Ghosh, Bindiya Goswami, Aarti Gupta, Aarti Geeta, Kamal Kapoor
Release on = 29th January, 1982

Mp3 Song Lyrics

(( Tu main ban gaya main tu ban gaya
Tu main ban gaya main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main jaanu ya tu jaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Tu main ban gaya main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main jaanu ya tu jaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Are tu main ban gaya main tu ban gaya

Aamane saamane aaye hum aise
Dekhata hai koyi aaina jaise
Aamane saamane aaye hum aise
Dekhata hai koyi aaina jaise
Tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon
Tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon
Koyi aaye aake hamein pehchaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Are tu main ban gaya main tu ban gaya

Do badan do hansi navjawaan dekho
Dono mein jaise hai ek jaan dekho
Do badan do hansi navjawaan dekho
Dono mein jaise hai ek jaan dekho
Jaadu sa chha gaya dhoka main kha gaya
Jaadu sa chha gaya dhoka main kha gaya
Kya karenge log bhala anjaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Are tu main ban gaya, main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main jaanu ya tu jaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Hey tu main ban gaya main tu ban gaya.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Mein Tu Ban Gaya

Mein Tu Ban Gaya is a song from Old Disco. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Old Disco album song list for more songs and album details.