Mein Aur Meri Lyrics, Singer & Song Details

AudioBiography album cover

AudioBiography Album Details

AudioBiography
None
None
AudioBiography

album songs
Mein Aur Meri
Singer : Jagjit Singh

Mein Aur Meri Lyrics

Song Mp3 Song Lyrics Title = Mein Aur Meri
Movie/Album Name = AudioBiography
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

(( Aawaara Hai Galiyon Mein, Main Aur Meri Tanhayi
Jaayein Toh Kahaan Jaayein Har Mod Pe Rusawaayi
Main Aur Meri Tanhayi

Yeh Phul Se Chehare Hai, Hasate Huye Ghuldaste Hain
Koyi Bhi Nahi Apana Begaane Hai Sab Raste
Raahein Bhi Tamashayi
Main Aur Meri Tanhayi

Armaan Sulagate Hain Sine Mein Chita Jaise
Kaatil Najar Aati Hai, Duniya Ki Hawa Jaise
Roti Hai Mere Dil Par, Bajati Huyi Shehnayi
Main Aur Meri Tanhaayi

Aakaash Ke Maathe Par Taron Ka Chara Hai
Pehalu Mein Magar Mere Jakhmon Ka Gulista Hai
Aankhon Se Lahu Tapaka Daaman Mein Bahaar Aayi
Main Aur Meri Tanhayi ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Mein Aur Meri

Mein Aur Meri is a song from AudioBiography. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the AudioBiography album song list for more songs and album details.