Mehroom Hua Na Dil Kabhi Lyrics, Singer & Song Details

Click 2010 album cover

Click 2010 Album Details

Sangeeth Sivan
Shamir Tandon
Shabbir Ahmed
Shreyas Talpade, Sada, Sneha Ullal

album songs
Mehroom Hua Na Dil Kabhi
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal

Mehroom Hua Na Dil Kabhi Lyrics

Song Lyrics Title = Mehroom Hua Na Dil Kabhi
Song Lyrics Movie = Click (2010)
Singers = Shaan, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Shabbir Ahmed
Music Director = Shamir Tandon
Director = Sangeeth Sivan
Music Label = T-Series
Release on = 19th February, 2010

Mp3 Song Lyrics

((tum ho dil tum ho meri jaan
tum milon toh mile do jahaan
tum ho dil tum ho meri jaan
tum milon toh mile do jahaan
meri aankhon ka najaara ho
mere jine ka sahaara ho
mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi
mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi

yeh ittfaaq toh hai, dil ke jharoke se
jab main kabhi dekhu tum hi najar aaye
ajanabi yeh uljhan hai, yaadon ki jheelon mein
kyun yeh aalam hai, kuchh hamein samjhaao
kaisa hai yeh rishton ka jahaan jahaan jahaan
mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi

mujtar dhadkan kyun ulajhi hai kadamon se
raah yeh kaisi hai, hai yeh safar kaisa
jajb yeh mehshar hai, gungi ummidon mein
deewaaron dar chup hai, hai yeh shehar kaisa
le chala silsila kahaan kahaan kahaan
mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi
mehroom mehroom mehroom huwa na...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Mehroom Hua Na Dil Kabhi

Mehroom Hua Na Dil Kabhi is a song from Click 2010. It is sung by Shaan, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Shamir Tandon. Read the lyrics above and view the Click 2010 album song list for more songs and album details.