Mehndi Hai Rachnewali Lyrics, Singer & Song Details

Zubeidaa 2001 album cover

Zubeidaa 2001 Album Details

Shyam Benegal
None
None
Karisma Kapoor, Rekha, Manoj Bajpai, Amrish Puri, Farida Jalal, Lillete Dubey, S

album songs
Mehndi Hai Rachnewali
Singer : Alka Yagnik

Mehndi Hai Rachnewali Lyrics

Song Title = Mehndi Hai Rachnewali
Movie/Album = Zubeidaa (2001)
Singer(s) = AlkaYagnik

Mp3 Song Lyrics

((Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
O hariyali banno
Le jaana tujhko guiyyaan aane waale hai saiyyaan
Thaamenge aake baiyyaan, goonjegi shehnaayi
Angnaayi, angnaayi
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai

Gaaye maiya aur mausi, gaaye behna aur bhabhi
Ke mehndi khil jaaye, rang laaye hariyaali banni
Gaaye phoofi aur chaachi, gaaye naani aur daadi
Ke mehndi mann bhaaye, saj jaaye hariyaali banni
Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho
Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai

Gaaje, baaje, baraati, ghoda, gaadi aur haathi ko
Laayenge saajan tere aangan, hariyaali banni
Teri mehndi woh dekhenge
To apna dil rakhdenge woh
Pairon mein tere chupke se, hariyaali banni
Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho
Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mehndi Hai Rachnewali

Mehndi Hai Rachnewali is a song from Zubeidaa 2001. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zubeidaa 2001 album song list for more songs and album details.