Mehmanon Ko Salaam Hai Lyrics, Singer & Song Details

Meri Aawaz Suno 1981 album cover

Meri Aawaz Suno 1981 Album Details

Rajendra Singh Babu
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Hema Malini, Parveen Babi

album songs
Mehmanon Ko Salaam Hai
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Mehmanon Ko Salaam Hai Lyrics

Song Title = Mehmanon Ko Salaam Hai
Movie/Album = Meri Aawaz Suno (1981)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = S.V. Rajendra Singh
Music Label = Saregama1

Mp3 Song Lyrics

((Mehmanon ko salaam hai mera hey
Haye mehmanon ko salaam hai mera
Naam zara badnaam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Kabhi tu andar kabhi tu bahar
Kabhi tu andar kabhi tu bahar
Andar bahar bahar andar
Naam hai mera chikanwarla
Naam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera

Tu bemishal hai tu hai kamal
Tujhpe sabhi kurban hai ha
Tu bemishal hai tu hai kamal
Tujhpe sabhi kurban hai
Sab jante hai main kaun hu
Phir bhi sabhi anjan hai
Anjano ko anjano ko salam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera

Sunte hai jo galiyo me log
Afsane hai mere sabhi
Is rat is mehfil me
Magar deewane hai mere sabhi aji
Sunte hai jo galiyo me log
Afsane hai mere sabhi
Is rat is mehfil me
Magar deewane hai mere sabhi
Deewano ko deewano ko salam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera

Jispe mujhe dil na diya
Ha aisa koi dilwala nahi
Jiski mere pas chabi na ho
Aisa koi bhi tala nahi
Jispe mujhe dil na diya
Ha aisa koi dilwala nahi
Jiski mere pas chabi na ho
Aisa koi bhi tala nahi
Nadano ko nadano ko salam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Mehmanon ko salaam hai mera
Naam zara badnaam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera
Ye chikanwarla naam hai mera...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mehmanon Ko Salaam Hai

Mehmanon Ko Salaam Hai is a song from Meri Aawaz Suno 1981. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Meri Aawaz Suno 1981 album song list for more songs and album details.