Mehki Hawaon Mein Lyrics, Singer & Song Details

Shararat 2002 album cover

Shararat 2002 Album Details

Gurudev Bhalla
Sajid Ali, Wajid Ali
Sameer
Abhishek Bachchan, Hrishitaa Bhatt, Amrish Puri

album songs
Mehki Hawaon Mein
Singer : Krishnakumar, Sonu Nigam

Mehki Hawaon Mein Lyrics

Song Title = Mehki Hawaon Mein
Movie/Album = Shararat (2002)
Singers = Krishnakumar Kunnath , Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Gaurav Bhalla

Mp3 Songs Lyrics

((Mehki hawaon mein chaaron dishaon mein
Nikla main azad hoke
Manzil meri jaane kahan hai
Mujhko nahin hai pata
Mehki hawaon mein chaaron dishaon mein
Nikla main azad hoke
Manzil meri jaane kahan hai
Mujhko nahin hai pata
Dil kahe jhoom loon aasmaan choom loon
Dil kahe jhoom loon aasmaan choom loon

Beete din tanhayee ke
Masti ke pal aaye hai
Yaaron is deewane ki
Khushiyaan wapis laye hai
Mujko un veerano mein
Laut ke jaana nahin
Mera unse bhala ab hai kya waasta
Jo mile har khushi dard hai kis baat ka
Be-khabar ho gaya main kahan kho gaya
Be-khabar ho gaya main kahan kho gaya

Hum to aise panchi jo
Pinjre se ud jaate hai
Karte apni marji ki
Haath kisi ke na aate hai
Hum ko sare zamane ka dard aur ghum bhul jana hai
Koshishe teri sari ho jayegi naakaam
Chain se na kategi teri sub-o-sham
Yaad unki jab aayegi to rulaye ga dil
Ab kabhi na unhe bhul paayega dil...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mehki Hawaon Mein

Mehki Hawaon Mein is a song from Shararat 2002. It is sung by Krishnakumar, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Shararat 2002 album song list for more songs and album details.