Mehfil Mein Jo Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Vallah Kya Baat Hai 1962 album cover

Vallah Kya Baat Hai 1962 Album Details

Hari Walia
Roshanlal Nagrath
Prem Dhawan
Shammi Kapoor, Bina Rai, Nishi

album songs
Mehfil Mein Jo Aaye
Singer : Asha Bhosle

Mehfil Mein Jo Aaye Lyrics

Song Title = Mehfil Mein Jo Aaye
Movie/album = Vallah Kya Baat Hai (1962)
Singers=Asha Bhosle
Song Lyricists=Prem Dhawan
Music Director=Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director=Hari Walia

Mp3 Song Lyrics

((Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya
Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya

Dil ka hal kah dala
Tumse sidha sadha
Jane ja jo ho marji
To dedo pyar ka wada
Jane ja jo ho marji
To dedo pyar ka wada
Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya
Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya

Bhole ho ya ho jalim
Ya ho tum dil ke kale
Jo bhi ho lo kar baithe
Ye dil tere hawale
Jo bhi ho lo kar baithe
Ye dil tere hawale
Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya
Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya

Hamse dur rah rahke na
Hamse bano begane
Aakhir kaam aayenge ke
Ek din ham mastane
Aakhir kaam aayenge ke
Ek din ham mastane
Mehfil mein jo aaye tum
Jadu sa cha gaya
Lo kahte hai hum saf saf
Dil tumpe aa gaya.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mehfil Mein Jo Aaye

Mehfil Mein Jo Aaye is a song from Vallah Kya Baat Hai 1962. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Vallah Kya Baat Hai 1962 album song list for more songs and album details.