Mehfil Main Hum Kya Aye Lyrics, Singer & Song Details

Shiva Shakti 1988 album cover

Shiva Shakti 1988 Album Details

Anand
Anand Shrivastav, Milind
Sameer
Govinda, Kimi Katkar, Shatrughan Sinha, Anita Raji, Gulshan Grover

album songs
Mehfil Main Hum Kya Aye
Singer : Alka Yagnik, Kishore Kumar

Mehfil Main Hum Kya Aye Lyrics

Song Title = Mehfil Me Hum Kya Aye
Movie/Album = Shiva Shakti (1988)
Singers = Alka Yagnik, Kishore Kumar
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Anand

Mp3 Song Lyrics

((Hey mehfil mein hum kya aaye
Wo lage dil thaam ne
Husn agar tik saka hain
Jawaani ke chhaye mein

Aa hoga woh ek laakhon mein
Hoga woh ek laakhon mein
Jise apna banayege
Teri tarah to mehfil mein
Aayege jaayege
Teri tarah to mehfil mein
Aayege jaayege
Woh honge koi aur jo
Woh honge koi aur jo
Aayege jaayege
Hum jo yahan pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayege
Hum jo yahan pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayege

Kahin chale hain chhuri chakku
Kahin chale hain goli
Ab talak to laga na paayi
Mere roop ki goli
Kahin chale hain chhuri chakku
Kahin chale hain goli
Ab talak to laga na paayi
Mere roop ki goli
Humko jo bhaya hain
Humne usi ko paaya hain
Apni ye shaan jo lenge thaan
Woh kar dikha yenge
Are hum jo yaha pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayenge
Hum jo yaha pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayenge

Koi kahe hain mujhko sabnam
Koi kahe hain shola
Jab se aayi ye jawani
Sabhi ka dil hain dola
Koi kahe hain mujhko sabnam
Koi kahe hain shola
Jab se aayi ye jawani
Sabhi ka dil hain dola
Yoon hi nahi garajte hain
Baadal hain hum baraste hain
Meethi chubhan dil ki agan
Hum to uthayenge
Are hum jo yaha pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayenge
Hum jo yaha pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayenge

Hoga woh ek laakhon mein
Jise apna banayege
Teri tarah to mehfil mein
Aayege jaayege
Woh honge koi aur jo
Aayege jaayege
Hum jo yahan pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayege
Hum jo yahan pe aaye hain
Tujhe leke hi jaayege.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mehfil Main Hum Kya Aye

Mehfil Main Hum Kya Aye is a song from Shiva Shakti 1988. It is sung by Alka Yagnik, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand Shrivastav, Milind. Read the lyrics above and view the Shiva Shakti 1988 album song list for more songs and album details.