Mehafil Mein Tera Diwaana Aaya Lyrics, Singer & Song Details

Raakh Aur Chingari 1982 album cover

Raakh Aur Chingari 1982 Album Details

S U Saiyed
Ratandeep Hemraj
Kulwant Jani
Vinod Mehra, Vidya Sinha, Anil Dhawan, Asha Sachdev

album songs
Mehafil Mein Tera Diwaana Aaya
Singer : Jyoti Matwankar, Mohammed Rafi

Mehafil Mein Tera Diwaana Aaya Lyrics

Song Title = Mehafil Mein Tera Diwaana Aaya
Movie/Album = Raakh aur Chingari (1982)
Singers = Jyoti Matwankar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Kulwant Jani
Music Composer = Ratandeep Hemraj
Director = S U Saiyed

Mp3 Songs Lyrics

((Mehfil mein tera deewana aaya hai aaya hai
Mehfil mein teri deewani aayi hai aayi hai

Tere siwa aye dilruba
Tuhi bata ye zindagi kis kaam ki
Chin lunga main jaha se pyar ki takdir ki
Tod dunga hath se faulad ki zanjeer ko
Mehfil mein teri deewani aayi hai aayi hai
Mehfil mein tera deewana aaya hai aaya hai
Sara lu sara lu sara lu sara lu

Ye duriya majburiya kab tak sanam dil pe sitam
Main ye sahu do dilo ko koi bhi na
Kar sakega ab juda ye mohabbat ke khuda ne
Kar diya hai faisla sara lu sara lu sara lu sara lu
Mehfil mein tera deewana aaya hai aaya hai
Mehfil mein teri deewani aayi hai aayi hai
Mehfil mein tera deewana aaya hai aaya hai
Mehfil mein teri deewani aayi hai aayi hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mehafil Mein Tera Diwaana Aaya

Mehafil Mein Tera Diwaana Aaya is a song from Raakh Aur Chingari 1982. It is sung by Jyoti Matwankar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Kulwant Jani. Music information: Ratandeep Hemraj. Read the lyrics above and view the Raakh Aur Chingari 1982 album song list for more songs and album details.