Megha O Re Megha Lyrics, Singer & Song Details

Sunayana 1979 album cover

Sunayana 1979 Album Details

Hiren Nag
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Naseeruddin Shah, Rameshwari, Rajendra Nath, Mukri, Viju Khote, Jagdeep

album songs
Megha O Re Megha
Singer : Hemlata

Megha O Re Megha Lyrics

Song Title = Megha O Re Megha
Movie/album =Sunayana (1979)
Singers = Hemlata
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Hiren Nag

Mp3 Song Lyrics

((Megha o re megha tu toh jaaye desh videsh
Megha o re megha tu toh jaaye desh videsh
Kyun na laaye unkey avan ka sandesh
Megha o re megha tu toh jaaye desh videsh

Surat sajan ki undekhi
Murat voh khuch khuch man dekhi
Surat sajan ki undekhi
Murat voh khuch khuch man dekhi
Ke me iss se adhik nahi khuch janti
Bas unke kadmo ki aahat ko pahchan ti hoon
Vaayoon o re vaayoon tu toh dole desh videsh
Kyun na laaye peeya ke milan ka sandesh
Megha o re megha tu toh jaaye desh videsh

Peeya ke daras ko nain mele
Daras mile toh chain mile
Peeya ke daras ko nain mele
Daras mile toh chain mile
Hai ab apana milan bharose ram ke
Sunaina peeya ko na dekha toh naina kis kaam ke
Sajana morey sajana keet bhatake desh videsh
Kahaan bheju me apane man ka sandesh
Megha o re megha tu toh jaaye desh videsh.. ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Megha O Re Megha

Megha O Re Megha is a song from Sunayana 1979. It is sung by Hemlata. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Sunayana 1979 album song list for more songs and album details.