Megha Barasne Laga Hai Lyrics, Singer & Song Details

Shaque 1976 album cover

Shaque 1976 Album Details

Vikas Desai, Aruna Raje
Vasant Desai
Gulzar
Vinod Khanna, Shabana Azmi, Utpal Dutt, Bindu, Durga Khote, Farida Jalal , Nirma

album songs
Megha Barasne Laga Hai
Singer : Asha Bhosle

Megha Barasne Laga Hai Lyrics

Song Title = Megha Barasne Laga Hai
Movie/Album = Shauqe (1976)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Director = Vasant Desai
Director = Vikas Desai, Aruna Raje

Mp3 Songs Lyrics

((Megha barasne laga hai
Aaj ki raat
Aaj ki raat meha barsane do
Megha barasne laga hai
Aaj ki raat

Patte patte par bunde barsengi
Dali dali par jhumega sawan
Dali dali par jhumega sawan
Pyase hotho ko chumegi barish
Aaj aankhon mein phulega sawan
Aaj aankhon mein phulega sawan

Dhua dhua sa ho raha hai jaha
Aaj dono jaha sulagne do
Megha barasne laga hai
Aaj ki raat
Aaj ki raat meha barasne do
Megha barasne laga hai
Aaj ki raat meha barasne do

Aaj chahe kahi bhi yeh pani
Chahe kitna bhi mujhse dur hoga
Mere ghar pe barasti badli se
Koi rishta kahi jarur hoga
Moti moti bikhar raha hai gagan
Pani pani hai sab pighalne do
Megha barasne laga hai
Aaj ki raat...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Megha Barasne Laga Hai

Megha Barasne Laga Hai is a song from Shaque 1976. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Shaque 1976 album song list for more songs and album details.