Meethi Si Lage Barbadi Lyrics, Singer & Song Details

Aurangzeb 2013 album cover

Aurangzeb 2013 Album Details

Atul Sabharwal
Amartya Rahut
Puneet Sharma
Arjun Kapoor, Sasha Aagha, Prithviraj Sukumaran

album songs
Meethi Si Lage Barbadi
Singer : K Mohan

Meethi Si Lage Barbadi Lyrics

Song Lyrics Title = Meethi Si Lage Barbadi
Song Lyrics Movie or Album = Aurangzeb 2013
Singers = K Mohan
Song Lyricists =Puneet Sharma
Music Composer =Amartya Rahut
Director =Atul Sabharwal
Music Label =YRF Music


Mp3 Song Lyrics

((Jale dheere dheere se
Ek aag saanson mein
Jal jaane doon kya
Jal jaane doon kya

Ye bebasi mujhko
Kitni saza degi
Mar jaane doon kya
Mar jaane doon kya

Dekho saare dhaage toote
In jaagi raaton mein
Barbaadi Meethi si lage yeh azadi
Barbadi Meethi si lage ye aazadi
Barbaadi
Aasmaan mile to meethi si lage barbadi

Kabhi kabhi jo tujhko chhoo loon
Chubhti hai tu
Kabhi tu jo mujhko jee le
Neela neela sa kar de
Jaage honthon pe hain baatein pagal
Chup hai zindagi
Mujhe khol de, khol de, khol de, khol de
Main to kaidi hoon
Dekho saare toote
In jaagi raaton mein
Barbaadi meethi si lage yeh azaadi
Barbaadi meethi si lage yeh aazaadi
Barbadi
Aasmaan mile to meethi si lage barbadi

Zara zara sa tujh mein jeeke
Marta hoon main
Teri shaakhon par hain mere
Sookhe sookhe se sapne

Toote hain aankhon se, kaise rokein
Chhoone ko ye zameen
Unhein jaane do, jaane do, jaane do, jaane do
Khul ke behne do

Unhein leke jayein jhonke
Anjaani raahon mein
Barbaadi meethi si lage yeh azaadi
Barbaadi meethi si lage yeh aazaadi
Barbadi,
Aasmaan mile to meethi si lage barbadi ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Meethi Si Lage Barbadi Video

About Meethi Si Lage Barbadi

Meethi Si Lage Barbadi is a song from Aurangzeb 2013. It is sung by K Mohan. Lyrics are credited to Puneet Sharma. Music information: Amartya Rahut. Read the lyrics above and view the Aurangzeb 2013 album song list for more songs and album details.