Meethi Meethi Baton Se Lyrics, Singer & Song Details

Parbat 1952 album cover

Parbat 1952 Album Details

O P Dutta
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Raj Mehra, Prem Nath, Nutan

album songs
Meethi Meethi Baton Se
Singer : Lata Mangeshkar

Meethi Meethi Baton Se Lyrics

Song Title = Meethi Meethi Baton Se
Movie/Album = Parbat (1952)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Shankar-Jaikishan
Lyricist(s) = Shailendra

Mp3 Song Lyrics

(( mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram

dur se unhone kiye aise kuch ishare aise kuch ishare
mai to gad gayi jamin me sharam ke mare
dil me koi kil chubhi mai nikalne me lagi
kaise jhamele me dub gayi haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram

jiya kahe har hui nain kahe jiti ho nain kahe jiti
tumse kaise kahu mujhpe jo biti
haar jeet janu na preet reet janu na
kaise jhamele ne lut liya haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram

kahne lage aa mai teri rah ka sahara banu rah ka sahara
bahti nadiya ka bandh mai kinara banu
kuch na bol payi mai muh na khol pai mai
kaise jhamele ne lut liya haye ram
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se
dil mera akele me lut liya haye ram..))
o pyaar bharee inn aankhon ne

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Meethi Meethi Baton Se

Meethi Meethi Baton Se is a song from Parbat 1952. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Parbat 1952 album song list for more songs and album details.