Maza Barsat Ka Chaho To Lyrics, Singer & Song Details

Husn Aur Ishq 1966 album cover

Husn Aur Ishq 1966 Album Details

Naresh Kumar
Ganesh
Asad Bhopali
Sanjeev Kumar, L. Vijayalakshmi, Indira Billi

album songs
Maza Barsat Ka Chaho To
Singer : Asha Bhosle

Maza Barsat Ka Chaho To Lyrics

Song Lyrics Title =Mazaa Barsaat Ka Chaaho To
Movie/album = Husn Aur Ishq (1966)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Composer = Ganesh
Director = Naresh Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Maza barsaat ka chaaho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Wo barson mein barastin hain
Wo barson mein barastin hain
Ye barson se tarasti hain
Ho mohabbat karke mumkin hai
Zamaane ko bhulaa baitho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Mazaa barsaat ka

Kab se dil intzaar mein jalta hai
Ho ye ghar ghari bahaar mein chalta hai
Tumhe dhoondhi hai sulagti jawaani
Agar ho sake to karo meharbaani
Mohabbat ki qasam abto
Mohabbat ki qasam abto
Naye hamse sataa baithe
Mohabbat karke mumkin hai
Zamaane ko bhulaa baithe
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Mazaa barsaat ka

Kab tak tumhaari yaad me tadpoon main
Ho kab tak tumhaare pyaar ko
Tarsoon main lagi se hai
Usi par nazar hai
Adhoore hain sajde
Duaa be-asar hai
Guroore husn ke sadke
Guroore husn ke sadke
Banke khuda baithe
Ho mohabbat karke mumkin hai
Zamaane ko bhulaa baitho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Mazaa barsaat ka..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Maza Barsat Ka Chaho To

Maza Barsat Ka Chaho To is a song from Husn Aur Ishq 1966. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Husn Aur Ishq 1966 album song list for more songs and album details.