Maut Ka Zayeka Lyrics, Singer & Song Details

Darna Zaroori Hai 2006 album cover

Darna Zaroori Hai 2006 Album Details

J.D. Chakravarthi, Manish Gupta
Nitin Raikwar
Nitin Raikwar
Amitabh Bachchan, Arjun Rampal, Anil Kapoor

album songs
Maut Ka Zayeka
Singer : Mohana Sarkar, Sukhwinder

Maut Ka Zayeka Lyrics

Song Title = Maut Ka Zayeka
Movie/album = Darna Zaroori Hai (2006)
Singers = Mohana Sarkar, Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Nitin Raikwar
Music Composer = Nitin Raikwar
Director = Ram Gopal Varma, J.D. Chakravarthy, Manish Gupta
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Maut maut maut
Khabardaar
Maut ka zaayeka…
Hota hain mazedaar
Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut bhi sabko yaha milti hai ek baar
Tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de
Karna hain jo tujhko woh karke dikha de
Jeena yaha sau baar marna ek baar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

Teri adaa duniya se judaa
Jitni bhi chahe masti luta
Teri adaa duniya se judaa
Jitni bhi chahe masti luta
Jaan hatheli pe rakh de
Teri jawani hain ek mazaa
Tu kya hain yeh bata duniya ko yeh dikha
Tere jaisa na yaha hain koi dusra
Dam nikal jaayega sabka tu hain jaandaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

Ek raat ka hain yeh jalwa
Kya hain bharosa kal ka
Ek raat ka hain yeh jalwa
Kya hain bharosa kal ka
Yeh zindagi hai ek dilruba
Yeh zindagi hai ek bewafa
Nazron ke teer se tu bach na paayega
Aayega jaal mein toh fasta jaayega
Teri himmat ke iraade sab hain shaandaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut bhi sabko yaha milti hai ek baar
Tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de
Karna hain jo tujhko woh karke dikha de
Jeena yaha sau baar marna ek baar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Maut Ka Zayeka

Maut Ka Zayeka is a song from Darna Zaroori Hai 2006. It is sung by Mohana Sarkar, Sukhwinder. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Nitin Raikwar. Read the lyrics above and view the Darna Zaroori Hai 2006 album song list for more songs and album details.