Mausam Yeh Mausam Suhaani Lyrics, Singer & Song Details

Judaai 1980 album cover

Judaai 1980 Album Details

Rama Rao Tatineni
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Ashok Kumar, Jeetendra, Rekha

album songs
Mausam Yeh Mausam Suhaani
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Mausam Yeh Mausam Suhaani Lyrics

Song Title = Mausam Yeh Mausam Suhaani
Movie/album = Judaai (1980)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Tatineni Rama Rao

Mp3 Song Lyrics

((Mausam o mausam mausam suhanee aa gaye
Lo pyar ke jamane aa gaye lo
Mausam suhanee aa gaye
Lo pyar ke jamane aa gaye lo
Mausam pyar ke jamane aa gaye
Lo mausam
Gun gun bhawre kaliyo ka
Ghunghat uthane aa gaye
Masuam

Tauba koi dekhe in julfo ka bikharna
To bhule jeena marna
Chup se in phulo ki galiyo se gujarana
Ye phul kahenge warna
Gulshan me jane kaha se do diwane aa gaye
Mausam suhane aa gaye
Lo pyar ke jamane aa gaye lo
Mausam

Aaha chede is rut ne sawan ke geet rasile
Chalke rang rup nashili
Aaha kitne bhole the ye nain tere sharmili
Ye hoth tere rangile
Ab inko kitni bate kitne bahane aa gaye
Mausam suhane aa gaye
Lo pyar ke jamane aa gaye lo
Mausam

Parwat se ucha sajna ye pyar hamara
Mite sansar ye sara
Sagar se gahra sajni ye pyar hamara
Kitna hai dur kinara
Tu majhi mai ye nayya par lagane aa gaye
Mausam suhane aa gaye
Lo pyar ke jamane aa gaye lo
Mausam suhane aa gaye
Lo pyar ke jamane aa gaye lo
Mausam...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mausam Yeh Mausam Suhaani

Mausam Yeh Mausam Suhaani is a song from Judaai 1980. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Judaai 1980 album song list for more songs and album details.