Mausam Haye Ye Kaisa Mausam Lyrics, Singer & Song Details

Shaktiman 1993 album cover

Shaktiman 1993 Album Details

K C Bokadia
Channi Singh
Sameer
Gulshan Grover, Ajay Devgn, Karisma Kapoor, Mukesh Khanna, Kulbhushan Kharbanda

album songs
Mausam Haye Ye Kaisa Mausam
Singer : Amit Kumar, Sapna Mukherjee

Mausam Haye Ye Kaisa Mausam Lyrics

Song Title = Mausam Haye Ye Kaisa Mausam
Movie/album = Shaktiman (1993)
Singers = Amit Kumar, Sapna Mukherjee
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Channi Singh
Director = K.C. Bokadia

Mp3 Songs Lyrics

((Mausam haye yeh kaisa mausam
Tu kaha hai o mere hamdam
Mann mein udasi piya aaja
Aankhen meri pyasi piya aaja
Mann mein udasi piya
Aankhen meri pyasi piya
Lagta nahi hai jiya aa
Mausam haye yeh kaisa mausam
Tu kaha hai o mere hamdam
Mann mein udasi piya aaja
Aankhen meri pyasi piya aaja
Mann mein udasi piya
Aankhen meri pyasi piya
Lagta nahi hai jiya aa
Mausam haye yeh kaisa mausam

Seene mein dhadkan teri
Lab pe teri baat hai
Kya hai meri zindagi
Teri hee saugat hai
Tu jo bulaye mujhe
Dauda chala aau main
Dilbar tere pyar ko
Kaise bhula paau main
Kaise bhula paau main
Pyar dee kahani hu main aaja
Sapno ki rani hu main aaja
Pyar dee kahani hu main
Sapno ki rani hu main
Teri zindagani hu mian aa
Mausam haye yeh kaisa mausam

Jud jayegi ek din
Armaano ki ye kadi
Aayegi jaane wafa
Apne milan ki ghadi
Dil cheer ke dekh le
Iss mein hai chahat teri
Tere liye har ghadi
Tadpe mohabbat meri
Tadpe mohabbat meri
Aankhon mein chhupa lu tujhe aaja
Sanso mein basa lu tujhe aaja
Aankhon mein chhupa lu tujhe
Sanso mein basa lu tujhe
Apna bana lu tujhe aa
Mausam haye yeh kaisa mausam
Tu kaha hai o mere hamdam
Mann mein udasi piya aaja
Aankhen meri pyasi piya aaja
Mann mein udasi piya
Aankhen meri pyasi piya
Lagta nahi hai jiya aa
Mausam haye yeh kaisa mausam..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mausam Haye Ye Kaisa Mausam

Mausam Haye Ye Kaisa Mausam is a song from Shaktiman 1993. It is sung by Amit Kumar, Sapna Mukherjee. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Channi Singh. Read the lyrics above and view the Shaktiman 1993 album song list for more songs and album details.