Mausam Hai Yeh Peenay Ka Lyrics, Singer & Song Details

Share Bazaar 1997 album cover

Share Bazaar 1997 Album Details

Manmohan
Utpal Biswas
Sabir Zafar
Jackie Shroff, Ravi Kishan, Anupam Kher, Dimple Kapadia, Tinnu Anand, C S Dubey

album songs
Mausam Hai Yeh Peenay Ka
Singer : Pankaj Udhas

Mausam Hai Yeh Peenay Ka Lyrics

Song Title = Mausam Hai Yeh Peenay Ka
Movie/album = Share Bazaar (1997)
Singers = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Sabir Zafar
Music Director = Utpal Biswas
Director = Manmohan

Mp3 Songs Lyrics

((Pyase khade hain kab se
Darpey tere hain saathi
Gairon ne raat bhar pee
Gairon ne raat bhar pee
Hum rahe gaye hai baaki

Bas itana takaja hain
Bas itana takaja hain
Saawan ke mahine ka
Bas itana takaja hain
Saawan ke mahine ka
Mausam hai yeh peenay ka
Mausam hai yeh jeenay ka
Mausam hai yeh jeenay ka
Bas itana takaja hain
Saawan ke mahine ka

Zhulfo ki ghata teri
Palko ki adaa teri
Zhulfo ki ghata teri
Palko ki adaa teri
In bahekte hotho ki
Khamosh shara teri
Khud rang sharabi hain
Khud rang sharabi hain
Aankhon ke nagine kaa
Khud rang sharabi hain
Aankhon ke nagine kaa
Bas itana takaja hain
Saawan ke mahine ka

Waise bhi ye kyaa kam hain
Barsaat ka mausam hain
Waise bhi ye kyaa kam hain
Barsaat ka mausam hain
Bheega hua zoban hain
Ik pyaar ka parcham hain
Barsaat ke mausam mein
Barsaat ke mausam mein
Kyaa kaam sa peene kaa
Barsaat ke mausam mein
Kyaa kaam sa peene kaa
Bas itana takaja hain
Saawan ke mahine ka

Ye husn gulaabi hain
Ye ishw ki taabin hain
Ye husn gulaabi hain
Ye ishw ki taabin hain
Har suhe nasha faila
Botal bhi sharabi hain
Hain sabse juda apana
Hain sabse juda apana
Andaaz hain jeene ka
Hain sabse juda apana
Andaaz hain jeene ka

Mausam hai yeh peenay ka
Mausam hai yeh jeenay ka
Mausam hai yeh jeenay ka
Bas itana takaja hain
Saawan ke mahine ka
Mausam hai yeh jeenay ka
Mausam hai yeh peenay ka...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mausam Hai Yeh Peenay Ka

Mausam Hai Yeh Peenay Ka is a song from Share Bazaar 1997. It is sung by Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Sabir Zafar. Music information: Utpal Biswas. Read the lyrics above and view the Share Bazaar 1997 album song list for more songs and album details.