Mausam Hai Gaane Ka Lyrics, Singer & Song Details

Surakshaa 1979 album cover

Surakshaa 1979 Album Details

Ravikant Nagaich
Bappi Lahiri
Farooq Qaiser
Mithun Chakravorty, Ranjeeta

album songs
Mausam Hai Gaane Ka
Singer : Bappi Lahiri

Mausam Hai Gaane Ka Lyrics

Song Title = Mausam Hai
Movie/album =Suraksha (1979)
Singers = Annette Pinto, Bappi Lahiri
Song Lyricists = Farooq Qaiser
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Mausam hai gaane ka
Gaane ka bajane ka
Sun ne ka suna ne ka
Hasne ka hasane ka
Raato ko jagane ka
Naino mein samane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka

Gun master gun master
I love you your mine
Gun master jee nine
Gun master jee nine

Aankhon mein hasti hai
Chaahat wo masti hai
Socho to mehangi hai
Lelo to sasti hai
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka

Gun master gun master
I love you your mine
Gun master jee nine
Gun master jee nine

Har rasta manzil hai
Har toofan saahil hai
Har dhun hai ek nagma
Har nagma ek dil hai
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka. .))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mausam Hai Gaane Ka

Mausam Hai Gaane Ka is a song from Surakshaa 1979. It is sung by Bappi Lahiri. Lyrics are credited to Farooq Qaiser. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Surakshaa 1979 album song list for more songs and album details.