Mausam Achanak Yeh Badla Hai Lyrics, Singer & Song Details

Love Story 2050 2008 album cover

Love Story 2050 2008 Album Details

Harry Baweja
None
None
Harman Baweja, Priyanka Chopra, Boman Irani, Archana Puran Singh

album songs
Mausam Achanak Yeh Badla Hai
Singer : Shaan, Alka Yagnik

Mausam Achanak Yeh Badla Hai Lyrics

Song Title = Mausam Achanak Yeh Badla Hai
Movie/Album = Love Story 2050 (2008)
Singer(s) = Shaan, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((People Please Listen To Me This Gentlemen Over Her Is Going To Resite Some

Meaningful
Poetry For Us What Karan Malhotra From Sydney Age 23
Current Status Single And Finally ??
Ha Ha Ha No No I Cant Do This Have U Lost Your Marbles
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun, Karan Its Really Easy No Way I Can t

Its So Unfair

Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun; Ooo Yeah.
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun;
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Yeh Hawa.. Kehthi Hai Kya..
Kehthi Hai Tu Gaaye Ja...
Le Chaala Kahan Raastha...
Aa Chale Dekhe Zara..
In Phoolon Mein Aisi Khusboo Hai Kyun
Yeh Dil Ke Acche Hai Aur Kya Kahoon
Hai Hai Wooo



Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun;
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon

Do Char Din Se Lagtha Hai Aise
Yeh Jo Zameen Hai, Kithni Haseen Hai
Swarg Agar Hai, To Bas Yahin Hai, Yun Lagtha Hai Kyun
Jab Zindagi Mein, Har Pal Khushi Ho
Masti Mein Dooba Har Pal Koi Ho
To Sab Nazaare, Lagthe Hai Pyaare Hey Baath Hai Yun..
Kaliyon Mein Aathi Ye Narmi Hai Kyun,
Sharmili Hoti Hai Aur Kya Kahoon

Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun;
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon



Pedon Pe Chidiyan Kya Ga Rahe Hai
Kya Bol Hai Jo Dhohara Rahi Hai
Koi Baath Humko Samjha Rahi Hai Yun.. Lagtha Hai Kyun
Gaathi Yeh Chidiyan Bas Ithna Jaane
Jeene Ke Maane, Unche Udaane
Woh Chaahthi Hai, Hum Bhi Yeh Maane Yeh.. Baath Hai Yun
Yeh Roshni Reshmi Si Hai Kyun
Shyam Hone Waali Hai Aur Kya Kahoon
Hai Hai Wooo

Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun;
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Yeh Hawa Kehthi Hai Kya
Kehthi Hai Tu Gaaye Ja..
Le Chaala Kahan Raastha; Aa Chale Dekhe Zara....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mausam Achanak Yeh Badla Hai

Mausam Achanak Yeh Badla Hai is a song from Love Story 2050 2008. It is sung by Shaan, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Love Story 2050 2008 album song list for more songs and album details.