Maula Maula Yuhi Jal Jayenge Lyrics, Singer & Song Details

Bin Roye 2015 album cover

Bin Roye 2015 Album Details

Momina Duraid, Shahzad Kashmiri
Shani Arshad
Sabir Zafar
Mahira Khan, Humayun Saeed, Armeena Khan, Javed Sheikh

album songs
Maula Maula Yuhi Jal Jayenge
Singer : Abida Parveen, Zebunnisa

Maula Maula Yuhi Jal Jayenge Lyrics

Song Title = Maula Maula Yuhi Jal Jayenge
Movie/album = Bin Roye (2015)
Singers = Abida Parveen, Zebunnisa Bangash (Zeb And Haniya)
Song Lyricists = Sabir Zafar
Music Director = Shani Arshad
Director = Shehzad Kashmiri, Momina Duraid

Mp3 Song Lyrics

((Maula maula, maula maula
Maula maula, maula maula, maula..

Yunhi jal jaayenge
Yunhi mit jaayenge
Yunhi jal jaayenge
Yunhi mit jaayenge

Aatishe ishq mein raakh ho jaayenge
Aatishe ishq mein raakh ho jaayenge

Yunhi jal jaayenge
Yunhi mit jaayenge
Yunhi jal jaayenge

Maula tu hai to
Isaab ko gulzar kar de
Dil ki bechaini ko
Tu chain se bhar de
Man ke saagar mein abhi
Aks tera dikhta hai
Zeher tanhai ko meetha amrit kar de
Kar de maula, kar de maula

Aankhen bujh jayegi
Khwaab kho jaayenge

Aankhen bujh jayegi
Khwaab kho jaayenge

Yunhi jal jaayenge
Yunhi mit jaayenge
Yunhi jal jaayenge..

Shor seepi se utha to
Wo bohot door gaya
Uski aawaz se ander mere tufaan chla
Reh gaya dil mera raeth ke ander hi mera
Leke dil ko mere tu lehron me shamil kar de
Karde maula, karde maula..
Jaagne waale bhi ab so jaayenge
Jaagne waale bhi ab so jaayenge
Yunhi jal jaayenge
Mere maula, maula..
Ji maula..maula..

Yunhi muskurayenge
Yunhi hum khil jaayenge
Naino ki baatein jaan gaye jo
Dil ke kehna maan gaye toh
Dono amar ho jaayenge

Yunhi muskurayenge
Yunhi hum khil jaayenge
Naino ki baatein jaan gaye jo
Dil ke kehna maan gaye toh
Dono amar ho jaayenge

Aa.. Maula maula tu hai maula
Maula maula tu hai maula
Maula maula tu hai maula
Maula maula tu hai maula
Maula maula..

Tu hai to dil ko pyar se bhar de
Tu hai to aankhen noor se bhar de
Maangi nahi hai maine kabhi jo
Meri duaa wo poori kar de

Maula maula tu hai maula
Maula maula tu hai maula
Aage aage chale hum
Piche piche hawaein
Sunna chahe to sun le
Apne dilon ki sadaein
Jaise hai gehra neela samundar
Jaise hai gehra neela samundar
Waise mohabbat gehri kar de

Maula maula tu hai maula
Maula maula tu hai maula
Maula maula..tu hai maula
Maula maula..tu hai maula
Maula maula..tu hai maula
Maula maula..tu hai maula..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Maula Maula Yuhi Jal Jayenge

Maula Maula Yuhi Jal Jayenge is a song from Bin Roye 2015. It is sung by Abida Parveen, Zebunnisa. Lyrics are credited to Sabir Zafar. Music information: Shani Arshad. Read the lyrics above and view the Bin Roye 2015 album song list for more songs and album details.