Matawale Nainon Se Lyrics, Singer & Song Details

Manzoor 1949 album cover

Manzoor 1949 Album Details

Subodh Mitra
Pankaj Mullick
Pandit Bhushan
Asitbaran, Chhabi Biswas, Asita Bose

album songs
Matawale Nainon Se
Singer : Asit Baran

Matawale Nainon Se Lyrics

Song Title = Matawale Nainon Se
Movie/Album = Manzoor (1949)
Singers = Asit Baran
Song Lyricists = Pandit Bhushan
Music Composer = Pankaj Mullick
Director = Sobodh Mitter

Mp3 Song Lyrics

((Matwaale nainon se
Ras bheene bainon se
Wo dil ko zaraa sa chhoo gayi
Wo mann mein aa kar bas gayi
Matwaale nainon se

Mann ke mann ke andhiyaare koney mein
Us ne bijli chamkaayi
Hirday ka saagar dol uthha
Aankhon mein masti chhaayi
Wo aa ke wo aa ke zaraa sa hans gayi
Matwaale nainon se
Wo dil ko zaraa sa chhoo gayi
Ras bheene bainon se
Matwaale nainon se
Ras bheene bainon se

Wo mann ke andar basne waali ee
Paas rahe ya door rahe
Main itne hi mein raazi hoon oon oon
Dil us ke nashe mein choor rahe
Nashe mein ae ae choor rahe
Mann prem hindolay par jhoole
Naache jhoome itraaye
Jeevan ki jeevan ki rangeeli bagiyaa mein
Aasha ke phool khilaaye ae ae
Mastaani adaaon se
Sharmilee nigaahon se
Wo prem ke bandhan kas gayi
Wo dil ko zaraa sa chhoo gayi
Wo aa ke zaraa sa hans gayi
Matwaale nainon se...))

Posted By : {Anamika Tyagi

About Matawale Nainon Se

Matawale Nainon Se is a song from Manzoor 1949. It is sung by Asit Baran. Lyrics are credited to Pandit Bhushan. Music information: Pankaj Mullick. Read the lyrics above and view the Manzoor 1949 album song list for more songs and album details.