Mashalla Tum Jawa Ho Female Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 album cover

Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 Album Details

R.K. Nayyar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Saira Banu, Joy Mukherjee, Ashok Kumar

album songs
Mashalla Tum Jawa Ho Female
Singer : Asha Bhosle

Mashalla Tum Jawa Ho Female Lyrics

Song Title = Mashalla Tum Jawa Ho Female
Movie/album = Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = R.K. Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((khudara na yu dil todo,
ladak pan ki ye zid chhod o
jawa ho mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho
khudara na yu dil todo,
ladak pan ki ye zid chhod o
jawa ho mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho

agar tum muskara kar pyar se baho ko
fela do to hum baho me aa jaye
agar apni juba se pyar ka ek
raj farma do to hum janat ko pa jaye
hansi hum bhi jawa tum ho phir ye
duriya kaisi,
jawa ho mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho
khudara na yu dil todo,
ladak pan ki ye zid chhod o
jawa ho mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho

machlati aarju dil ki dabane se
bhi kya hasil ke dil to aur dhadkega
jawani me mahobat ko chhupane se
bhi kya hasil ye sola aur bhadkaga
mahobat ki kasam tumko, mahobat
kar ke to dekho
jawa ho mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho
khudara na yu dil todo,
ladak pan ki ye zid chhod o
jawa ho mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho
mashalla tum jawa ho.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mashalla Tum Jawa Ho Female

Mashalla Tum Jawa Ho Female is a song from Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 album song list for more songs and album details.