Mashalla Tum Jawa Ho Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 album cover

Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 Album Details

R.K. Nayyar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Saira Banu, Joy Mukherjee, Ashok Kumar

album songs
Mashalla Tum Jawa Ho
Singer : Mohammed Rafi

Mashalla Tum Jawa Ho Lyrics

Song Title = Mashalla Tum Jawa Ho
Movie/album = Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = R.K. Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((Khudara na yu dil todo,
Ladak pan ki ye zid chhodo
Jawa ho mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho

Agar tum chand se mathe apni
Julf lehara do to mera dil dua dega
Agar apni kamar ko ek jara hole se lachaka do
Jo mango gi khuda dega
Khuda ne hi jawani di
Jawani ka na hak chhino
Jawa ho mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho

Suna to hoga tumne zindagi ek bar
Milti hai, dobara mil nahi sakti
Jawani ki kali bhi umar me
Ek bar khilti hai,
Dobara khil nahi sakti
Mahobat ke yahi din hai
Mahobat ko na thukarao
Jawa ho mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho

Agar hotho pe ngame aa
Rahe hai, rokati kyu ho
Ye ngame ruth jayege
Koi dil leke pichhe aa raha hai
Tokati kyu ho, ye moke phir na aayege
Bulawa meri baho ka
Chalo manjur bhi kar lo
Jawa ho mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho
Mashalla tum jawa ho.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mashalla Tum Jawa Ho

Mashalla Tum Jawa Ho is a song from Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 album song list for more songs and album details.