Marta Hai Koi To Mar Lyrics, Singer & Song Details

Chambal Ki Kassam 1980 album cover

Chambal Ki Kassam 1980 Album Details

Ram Maheshwari
Mohammed Zahur Khayyam
Sahir Ludhianvi
Pradeep Kumar, Raaj Kumar, Shatrughan Sinha

album songs
Marta Hai Koi To Mar
Singer : Lata Mangeshkar

Marta Hai Koi To Mar Lyrics

Song Title = Marta Hai Koi To Mar Jaaye
Movie/album = Chambal Ki Kasam (1980)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Ram Maheshwari
Music Label = Saregama
Release on = 8th August, 1980

Mp3 Song Lyrics

((Marta hai koi to mar jaaye
Marta hai koi to mar jaaye
Hum apna nishana kyun chhode
Hum apna nishana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna
Dilwale bachaye dil apna
Hum teer chalana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna

Majbur na ho to ishk hi
Kya majbur na ho to ishk hi kya
Magrur na ho to husn hi kya
Tum humko manana kyun chhodo
Hum tumko satana kyun chhode
Hum tumko satana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna

Jo humko nasihat karte hai jo
Humko nasihat karte hai
Wo apna zamana dekh chuke dekh chuke
Hum par bhi jawani aayi hai
Hum par bhi jawani aayi hai
Hum apna zamana kyun chhode
Hum apna zamana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna

Duniya to hamare saamne hai
Duniya to hamare saamne hai
Jannat ka pata kya hoke na ho
Jaannt mein chupi daulat ke liye
Duniya ka khajana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Marta Hai Koi To Mar

Marta Hai Koi To Mar is a song from Chambal Ki Kassam 1980. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Chambal Ki Kassam 1980 album song list for more songs and album details.