Mard Tangewala Hoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Mard 1985 album cover

Mard 1985 Album Details

Manmohan Desai
Anu Malik
Prayag Raj
Amitabh Bachchan, Amrita Singh, Nirupa Roy, Dara Singh, Prem Chopra

album songs
Mard Tangewala Hoon Main
Singer : Mohammed Aziz

Mard Tangewala Hoon Main Lyrics

Song Title = Mard Tangewala Hoon Main
Movie/Album = Mard (1985)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Prayag Raj
Music Composer = Anu Malik
Director = Manmohan Desai

Mp3 Song Lyrics

((Ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koyi
Baal na baaka kar sakega jo jag bairi hoy

Mard taangewaala hoon main, mard taangewaala
Yeh mard taangewaala main hoon, mard taangewaala
Mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala
Mard taangewaala o mard taangewaala
Mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

Patare ki hai motar car jaanwar si nahi wafadaar
Patare ki hai motar car jaanwar si nahi wafadaar
Ho khatam tel woh tod de dum, marate dum tak chale

yeh tum tum
Are kyun bhai baadal, kyun bhai moti main sach

kehata hoon
Mard taangewaala main hoon, mard taangewaala
Mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala
Mard taangewaala main hoon, mard taangewaala
Mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

Maa kyun pareshaan hai, apani kismat pe hairaan

hai
Maa kyun pareshaan hai, apani kismat pe hairaan

hai
Sukh toh do dil ki bahaar, naanak dukhiya sab

sansaar
Kyun bhai baadal, kyun bhai moti main sach kehata

hoon
Mard taangewaala main hoon, mard taangewaala
Mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala
Mard taangewaala main hoon, mard taangewaala
Mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

Ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koyi
Are baal na baaka kar sakega jo jag bairi hoy hoy

hoy hoy
Ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koyi
Are baal na baaka kar sakega jo jag bairi hoy hoy

hoy hoy
Ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koyi hoy
Ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koyi
La la la la la la la...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mard Tangewala Hoon Main

Mard Tangewala Hoon Main is a song from Mard 1985. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Prayag Raj. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Mard 1985 album song list for more songs and album details.