Manzilein Kya Hain Raasta Lyrics, Singer & Song Details

Inteha album cover

Inteha Album Details

Inteha
None
None
Inteha

album songs
Manzilein Kya Hain Raasta
Singer : Jagjit Singh

Manzilein Kya Hain Raasta Lyrics

Song Lyrics Title = Manzilein Kya Hain Raasta
Movie/Album Name = Inteha
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

(( Manzilein kaya hain rasta kya hai!
Hauslaa ho to fasala kya hai!!

Wo sazaa de ke door ja baitha,-2
Kisase poochhun mer khata kya hai!!

Jab bhi chahega chhin lega wo,-3
Sab usi ka hai aapkaa kya hai!!-2

Tum hamare kareeb baithe ho,-2
Ab dava kaisi ab duaa kya hai!!-2

Chhandni aaj kisliye nam hai,-3
Chand ki aankh me chubha kya hai!!

Manzilein kaya hain rasta kya hai!
Hauslaa ho to fasala kya hai!! ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Manzilein Kya Hain Raasta

Manzilein Kya Hain Raasta is a song from Inteha. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Inteha album song list for more songs and album details.