Mann Qunto Maula Lyrics, Singer & Song Details

Bewafa Sanam Vol 7 1997 album cover

Bewafa Sanam Vol 7 1997 Album Details

Content Removed
Amjad-Nadeem
Shadab Akhtar
Sonu Nigam

album songs
Mann Qunto Maula
Singer : Aftab Sabri, Altamush Faridi

Mann Qunto Maula Lyrics

Song Lyrics Title = Mann Qunto Maula
Song Lyrics Movie = Barkhaa (2015)
Singer = Aftab Sabri, Altamush Faridi
Musician = Amjad Nadeem
Lyricist = Shadab Akhtar
Cast = Sara Loren, Taaha Shah, Priyanshu Chatterjee, Shweta Pandit, Puneet Issar
Producer = Shabana Hashmi
Director = Shadaab Mirza
Release Date = 27 Mar, 2015


Mp3 Song Lyrics


Ya maula, maula, maula
Anjam se chahat ki
Anjam se chahat ki
Yeh anjaan hai maula

Ya maula, maula, maula
Anjam se chahat ki
Yeh anjaan hai maula
Yeh ishq, aashiq, ashiqui
Naadan hai Maula
Yaar ki ek deed pe
Kurban hai Maula
Ho nigah-e-karam Maula
Mann qunto maula, mann qunto maula
Khwaza Ali Un maula
Mann qunto maula, mann qunto maula

Alif Allah, sadak Allah
Noor Allah, Fatak Allah aa..
Alif Allah, sadak Allah
Noor Allah, Fatak Allah
Zamin se uthaye, falak pe bithaye
Aisi shaan-e-karam maula
Mann qunto maula, mann qunto maula
Khwaza Ali Un maula
Mann qunto maula, mann qunto maula
Maula..

Raah hai veeran, aa ke hairan
Lab pe aahein, dil mein tufan
Raah hai veeran, aa ke hairan
Lab pe aahein, dil mein tufan
Meri hasti mita de
Yaar se ya mila de
Ab Khuda ki qasam maula
Mann qunto maula, mann qunto maula

Jab teri shan-e-kareebi pe nazar jaati hai
Zindagi kitne madahil se ghuzar jaati hai
Ba-sabab mujhko diye jata hai dene wala
Mangta bhi nahi, jholi meri bhar jaati hai

Teri shaan niraali hai maula
Teri shaan niraali hai maula
Teri shaan niraali hai maula
Mera yaar mila de ya maula
Chahe hasti mita de ya maula
Mera yaar mila de ya maula
Mann qunto maula, mann qunto maula
Mann qunto maula, mann qunto maula
Mann qunto maula....


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mann Qunto Maula

Mann Qunto Maula is a song from Bewafa Sanam Vol 7 1997. It is sung by Aftab Sabri, Altamush Faridi. Lyrics are credited to Shadab Akhtar. Music information: Amjad-Nadeem. Read the lyrics above and view the Bewafa Sanam Vol 7 1997 album song list for more songs and album details.