Mann Mein Kuch Lyrics, Singer & Song Details

Janta Ki Adalat 1994 album cover

Janta Ki Adalat 1994 Album Details

T.L.V. Prasad
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sadashiv Amrapurkar, Asrani, Laxmikant Berde

album songs
Mann Mein Kuch
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Mann Mein Kuch Lyrics

Song Title = Man Mein Kuch
Song Lyrics Movie = Janta Ki Adalat (1994)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists =Sameer
Music Director =Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director =K.V. Raju
Music Label =Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Mann mein kuch aur nahi hai
Teri chahat ke siwa
Sari duniya mein nahi kuchh bhi
Mohabbat ke siwa
Mann mein kuch aur nahi hai
Teri chahat ke siwa
Sari duniya mein nahi kuchh bhi
Mohabbat ke siwa
Mann mein kuch aur nahi hai
Teri chahat ke siwa

Le le lele le, le le lele le
Humsafar milta nahi agar
Na ho takdiro me
Likha hota hai sanam hath ki
Lakiro me
Humsafar milta nahi agar
Na ho takdiro me
Likha hota hai sanam hath ki
Lakiro me
Kaun kar paye juda humko
Qayamat ke siwa
Sari duniya mein nahi kuchh bhi
Mohabbat ke siwa
Mann mein kuch or nahi hai
Teri chahat ke siwa

Le le lele le, le le lele le
Teri dhadkan mein utar jane ko jee karta hai
Teri baaho mein hi mar jane ko jee karta hai
Teri dhadkan mein utar jane ko jee karta hai
Teri baaho mein hi mar jane ko jee karta hai
Kuchh jarurat hi nahi teri jarurat ke siwa
Sari duniya mein nahi kuchh bhi
Mohabbat ke siwa
Mann mein kuch or nahi hai
Teri chahat ke siwa
Sari duniya mein nahi kuchh bhi
Mohabbat ke siwa....))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Mann Mein Kuch

Mann Mein Kuch is a song from Janta Ki Adalat 1994. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Janta Ki Adalat 1994 album song list for more songs and album details.