Mann Ki Patang Lyrics, Singer & Song Details

Listen Amaya 2013 album cover

Listen Amaya 2013 Album Details

Avinash Kumar Singh
Indraneel Hariharan
None
Farooq Shaikh, Deepti Naval, Swara Bhaskar

album songs
Mann Ki Patang
Singer : None

Mann Ki Patang Lyrics

Song Title = Mann Ki Patang
Movie/Album = Listen Amaya 2013
Musician = Indraneel Hariharan
Director = Avinash Kumar Singh
Music Director = Indraneel Hariharan

Mp3 Song Lyrics

((Hmm Mann ki patang mein sapnon ke dhaage
Kuchh yun le chale zindagi aage aage
Hmm Mann ki patang mein sapnon ke dhaage
Kuchh yun le chale zindagi aage aage
Khula aasmaan hai nahi mod koi
Yahaan par hawa ka nahi chhor koi
Main udti rahoon panchhiyon ki tarah se
Unhein jaan loon aaj unki zubaan se
Hey

Khuli dhoop ki bastiyon se nikal ke
Hawa mein jaise boondein ghata ban ke bhaage
Haan Mann ki patang mein sapnon ke dhaage
Kuchh yun le chale zindagi aage aage

Dil mein basa loon mehakate se pal yeh
Kahin dhal na jaaye behakate se pal yeh
Inhein band kar loon bana ke nishaani
Bana kar karein yahin apni kahani
Thaki raat ki khidkiyan khat-khata kar
Bheeni oss se har subah jaise jaage
Hmm Mann ki patang mein sapnon ke dhaage
Kuchh yun le chale zindagi aage aage))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mann Ki Patang

Mann Ki Patang is a song from Listen Amaya 2013. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: Indraneel Hariharan. Read the lyrics above and view the Listen Amaya 2013 album song list for more songs and album details.