Mann Ka Mirga II Lyrics, Singer & Song Details

Bollywood Diaries 2016 album cover

Bollywood Diaries 2016 Album Details

K.D. Satyam
Vipin Patwa
Dr Sagar
Raima Sen, Salim Diwan, Ashish Vidyarthi

album songs
Mann Ka Mirga II
Singer : Jyoti Nooran, Sultana Nooran

Mann Ka Mirga II Lyrics

Song Title = Mann Ka Mirga II
Movie/album = Bollywood Diaries (2016)
Singers = Jyoti Nooran, Sultana Nooran
Song Lyricists = Dr Sagar
Music Director = Vipin Patwa
Director = K.D. Satyam

Mp3 Song Lyrics

((Ret ke tukde pani se dikhte hai
Ya naino ke dhoke hai
Manzil bhi apna roop badlti hai
Raste ajab hote hai
Kaisa safar hai yeh
Kuchh na nazar aaye
Uljhi paheli hai yeh
Koi to suljhaye
Har subha ki har sham bhi
Sinduri kaha hai...

Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha...

Zameen se falak
Tak hai bahe pasare
Aaj dil bhi to sikandar hai yaha
Koi to samjhye ke sach ya fasana
Ab kaisa aaj manzar hai yaha
Koi to padh leta khuli yeh kitabe
Jo hai bahir hai wohi anadar hai yaha...

Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mann Ka Mirga II

Mann Ka Mirga II is a song from Bollywood Diaries 2016. It is sung by Jyoti Nooran, Sultana Nooran. Lyrics are credited to Dr Sagar. Music information: Vipin Patwa. Read the lyrics above and view the Bollywood Diaries 2016 album song list for more songs and album details.