Mandir Mein Bhagwan Lyrics, Singer & Song Details

Mere Baad 1988 album cover

Mere Baad 1988 Album Details

Vishwamitra
Usha Khanna
Maya Govind
Beena Banerjee, Anil Dhawan, Rakhee Gulzar, Aruna Irani, Anupam Kher, Sohani, Da

album songs
Mandir Mein Bhagwan
Singer : Baby Priya, Baby Prachi, Maya

Mandir Mein Bhagwan Lyrics

Song Title = Mandir Me Bhagwan
Movie/Album = Mere Baad (1988)
Singers = Baby Priya, Baby Prachi, Maya Govind
Song Lyricists = Maya Govind
Music Composer = Usha Khanna
Director = Vishwamitra

Mp3 Song Lyrics

(( Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa

Hum bacho ke rom rom mein
Raheti hai pyari maa
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa

Hamko dudha peelati hai
Hamko sel karati hai
Hamko dudha peelati hai
Hamko sel karati hai
Lori hame gaa gaake pyaar se sulati hai
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa

Papa jab chilaate hain
Ham sabko thamkaate hai
Maa fauran aajaati hai
Peeth pey ser karati hai

Papa jab chilaate hain
Ham sabko thamkaate hai
Maa fauran aajaati hai
Peeth pey ser karati hai
Apne liye phir papa ko
Daant pad jaati hai
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein hamari maa

Papa bade achhe make bade sache
Mammy bina papa bahi
Papa bina mammy nahi
Mammy bina papa bahi
Papa bina mammy nahi
Bacho se hi hota hai ghar
Ghar mein jaha ho bache
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein tumhari maa
Mandir mein bhagwan rahete hai
Ghar mein tumhari maa
In bacho ke rom rom raheti hai
Tumhari maa
Laa la laa la laa la laaa la laa...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mandir Mein Bhagwan

Mandir Mein Bhagwan is a song from Mere Baad 1988. It is sung by Baby Priya, Baby Prachi, Maya. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Mere Baad 1988 album song list for more songs and album details.