Mana Teri Nazar Mein Lyrics, Singer & Song Details

Khandaan 1979 album cover

Khandaan 1979 Album Details

Anil Ganguly
Mohammed Zahur Khayyam
Naqsh Lyallpuri
Jeetendra, Sulakshana Pandit, Bindiya Goswami, Bindu, Sujit Kumar, Nirupa Roy, A

album songs
Mana Teri Nazar Mein
Singer : Sulakshana Pandit

Mana Teri Nazar Mein Lyrics

Song Title = Mana Teri Nazar Me
Movie/Album = Khandaan (1979)
Singers = Sulakshana Pandit
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Anil Ganguly
Music Label = Polydor Records

Mp3 Song Lyrics

((Mana teri nazar mein
Tera pyar hum nahi
Mana teri nazar mein
Tera pyar hum nahi
Kaise kahe ke tere
Kaise kahe ke tere
Talabgaar hum nahi
Mana teri nazar mein

Tan ko jala ke rakh
Banaya bichha diya
Tan ko jala ke rakh
Banaya bichha diya
Lo ab tumhari raah mein
Deewar hum nahi
Lo ab tumhari raah mein
Deewar hum nahi
Mana teri nazar mein

Jisko nikhara humne
Tamanna ke khun se
Jisko nikhara humne
Tamanna ke khun se
Gulshan mein us bahar
Ke haqdaar hum nahi
Gulshan mein us bahar
Ke haqdaar hum nahi
Mana teri nazar mein

Dhoka diya khud ko
Mohabbat ke naam par
Dhoka diya khud ko
Mohabbat ke naam par
Yeh kis tarha kahe ki
Hum gunheghar nahi
Yeh kis tarha kahe ki
Hum gunheghar nahi
Kaise kahe ki tere
Talabgar hum nahi
Mana teri nazar mein..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mana Teri Nazar Mein

Mana Teri Nazar Mein is a song from Khandaan 1979. It is sung by Sulakshana Pandit. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Khandaan 1979 album song list for more songs and album details.