Man Men Tere Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Bus Conductor 1959 album cover

Bus Conductor 1959 Album Details

Dwarka Khosla
Bipin Babul
Noor Dewasi
Cuckoo, Helen, Prem Nath

album songs
Man Men Tere Kya Hai
Singer : Sudha Malhotra, Suman Kalyanpu

Man Men Tere Kya Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Man Men Tere Kya Hai Bata De
Song Lyrics Movie = Bus Conductor
Singers = Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Noor Dewasi
Music Composer = Bipin Babul
Director = Dwarka Khosla
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Man mein tere kya hai batade gori
Man mein tere kya hai
Pyar ka ek nasha hai le sunle chori
Pyar ka ek nasha hai

Najre lad gayi kis rasiya se
Najre lad gayi kis rasiya se
Man ki kahde man basiya se
Man ki kahde man basiya se
Kon wo bahrupiya hai batade gori
Man mein tere kya hai
Pyar ka ek nasha hai le sunle chori
Pyar ka ek nasha hai

Preet mein ho gayi bawri gaiya
Preet mein ho gayi bawri gaiya
Dekh basake dil me saiya
Ho dekh basake dil me saiya
Khoi hui tu kaha hai batade gori
Man mein tere kya hai
Pyar ka ek nasha hai le sunle chori
Pyar ka ek nasha hai

Pagla man kyun aage bhage
Pagla man kyun aage bhage
Puchho wako jis tan lage
Puchho wako jis tan lage
Haye ye kaisi bala hai batade gori
Haye ye kaisi bala hai
Pyar ka ek nasha hai le sunle chori
Pyar ka ek nasha hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Man Men Tere Kya Hai

Man Men Tere Kya Hai is a song from Bus Conductor 1959. It is sung by Sudha Malhotra, Suman Kalyanpu. Lyrics are credited to Noor Dewasi. Music information: Bipin Babul. Read the lyrics above and view the Bus Conductor 1959 album song list for more songs and album details.