Man Meet Aur Preet II Lyrics, Singer & Song Details

Raadha Aur Seeta 1979 album cover

Raadha Aur Seeta 1979 Album Details

Vijay Kapoor
None
Ravindra Jain
Arun Govil, Reeta Bhaduri, Madan Puri, Leela, Rajendra Nath, Abha Dhulia

album songs
Man Meet Aur Preet II
Singer : Hemlata, Dilraj Kaur

Man Meet Aur Preet II Lyrics

Song Title = Man Meet Aur Preet II
Movie/Album = Raadha Aur Seeta (1979)
Singers = Hemlata, Dilraj Kaur
Song Lyricists = Ravindra Jain
Director = Vijay Kapoor
Music Label = Saregama

Mp3 Songs Lyrics

((man meet aur preet milte hai mukaddar se
man meet aur preet milte hai mukaddar se
kayi dube kayi laut aaye
gaye jo moti lane samundar se
meri jan ladna padta hai mukaddar se
o meri jan ladna padta hai mukaddar se

sajdo me ho dum tu suna hai
murade mil jati hai pathar se
man meet aur preet milte hai mukaddar se

jodiya aati jo najar pahle se chuni jati hai
jodiya aati jo najar pahle se chuni jati hai
shadiya hoti jo yaha jannat me likhi jati hai
jinhe milna ho bin bole
chale wo jate ho barabar se
meri jan ladna padta hai mukaddar se

duriya kitni hi sahi sathi hi kahe jate hai
aasman or dharti sada jodi me gine jate hai
lagte hai juda par dono hai
bandhe hai kahi andar andar se
man meet aur preet milte hai mukaddar se

kosise karne par mile
yaha kismat meharba hoye
agar na ho pane ka yaki
to koi umar kyu khoye
manjil se hame to matlab hai
garaz nahi raho ke chakkar se
meri jan ladna padta hai mukaddar se
sajdo me ho dum tu suna hai
murade mil jati hai pathar se
man meet aur preet milte hai mukaddar se
kayi dube kayi laut aaye
gaye jo moti lane samundar se
man meet aur preet milte hai mukaddar se))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Man Meet Aur Preet II

Man Meet Aur Preet II is a song from Raadha Aur Seeta 1979. It is sung by Hemlata, Dilraj Kaur. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: None. Read the lyrics above and view the Raadha Aur Seeta 1979 album song list for more songs and album details.