Man Ke Darpan Mein Lyrics, Singer & Song Details

Ramnagri 1982 album cover

Ramnagri 1982 Album Details

Kantilal Rathod
Jaidev Verma
Naqsh Lyallpuri
Sulabha Deshpande, Suhasini Mulay, Ram Nagarkar

album songs
Man Ke Darpan Mein
Singer : Anuradha Paudwal, Hariharan

Man Ke Darpan Mein Lyrics

Song Title = Man Ke Darpan Mein
Movie/album = Ramnagari (1982)
Singers = Anuradha Paudwal, Hariharan
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Director = Jaidev Verma
Director = Kantilal Rathod

Mp3 Song Lyrics

((Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein chehra khila aapka
In nigaahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein

Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Maine maanga
Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Ek zarre ko saara jahaan mil gaya
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein

Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Kho gayi hai
Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Aa gayi pyaar ki muskurati seher
Har kadam par baharon ki manzil mili
Har kadam par baharon ki manzil mili
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Man Ke Darpan Mein

Man Ke Darpan Mein is a song from Ramnagri 1982. It is sung by Anuradha Paudwal, Hariharan. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Jaidev Verma. Read the lyrics above and view the Ramnagri 1982 album song list for more songs and album details.