Man Ke Been Matwari Lyrics, Singer & Song Details

Shabab 1954 album cover

Shabab 1954 Album Details

M Sadiq
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Bharat Bhushan, Nutan

album songs
Man Ke Been Matwari
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Man Ke Been Matwari Lyrics

Song Title = Man Ke Been Matwari
Movie/Album = Shabab (1954)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Naushad Ali
Director = M. Sadiq

Mp3 Songs Lyrics

((Man ki been matwari baaje
Man ki been matwari baaje
Aasha jhume jivan nache
Man ki been matwari baaje

Pavan ke sang sang dole jiyara
Jhulat aaya sawan pyara
Lagan liye mai pal pal dekhu
Sawan me bas rup tihara
Soye sapne apne jage
Man ki been matwari baaje

Rup nagar se khelne holi
Nachti aayi pariyo ki toli
Vasant rut hai man rang dalo
Vasant rut hai aa...
Vasant rut hai man rang dalo
Bolo magan ho prem ki boli
Gao milke
Man ki been matwari baaje
Man ki been matwari baaje...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Man Ke Been Matwari

Man Ke Been Matwari is a song from Shabab 1954. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Shabab 1954 album song list for more songs and album details.