Man Bhi Le Aye Dil Lyrics, Singer & Song Details

Baghi Sipahi 1958 album cover

Baghi Sipahi 1958 Album Details

Bhagwan Das Varma
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Madhubala, Chandrashekhar, Gope

album songs
Man Bhi Le Aye Dil
Singer : Lata Mangeshkar

Man Bhi Le Aye Dil Lyrics

Song Lyrics Title = Man Bhi Le Aye Dil
Song Lyrics Movie = Baghi Sipahi (1958)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Maan bhi le ae dil tu apni ye har
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le ae dil tu apni ye har
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil

Naye rang leke utarti hai sham
Jane kyu banke sawarti hai sham
Naye rang leke utarti hai sham
Jane kyu banke sawarti hai sham
Aa hum bhi sapno ki dunia sawar le
Jhum jhum gaye
Jhum jhum gaye ye pagal bahar
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil

Ye na to mera na tera kasur
Chale un raho se hum dur dur
Ye na to mera na tera kasur
Chale un raho se hum dur dur
Lekin khyalo ke par kaise kat de
Jab jindagi ke
Jab jindagi ke ho solah singar
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil

Chalke meri palke ye kaise khushi
Dard uthe dil me or aaye hasi
Chalke meri palke ye kaise khushi
Dard uthe dil me or aaye hasi
Mujhse na pucho ye kya ho gaya mujhe
Kabhi mai gumsum
Kabhi mai gumsum kabhi bekarar
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Man Bhi Le Aye Dil Video

About Man Bhi Le Aye Dil

Man Bhi Le Aye Dil is a song from Baghi Sipahi 1958. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Baghi Sipahi 1958 album song list for more songs and album details.