Man Bhavan Ke Ghar Lyrics, Singer & Song Details

Chori Chori 1956 album cover

Chori Chori 1956 Album Details

Anant Thakur
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Nargis, Raj Kapoor, Gope

album songs
Man Bhavan Ke Ghar
Singer : Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

Man Bhavan Ke Ghar Lyrics

Song Lyrics Title = Man Bhavan Ke Ghar
Song Lyrics Movie = Chori Chori 1956
Singers = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishanl, ShankarRaghuvanshi
Director = Anant Thakur
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Manbhawan ke ghar jaye gori
Ghoonghat me sharmaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Manbhawan ke ghar jaye gori
Ghoonghat me sharmaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Bachpan ke din khel ganwaye
Ayi jawani to balam aaye
Bachpan ke din khel ganwaye
Aayi jawani to balam aaye
Aayi jawani to balam aaye
Tere aangan baje badhayi gori
Kyun naina chhalkaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Is duniya ki reet yehi hai
Reet yehi hai
Hath jo thame meet wohi hai
Meet wohi hai
Hath jo thame meet wohi hai
Ab hum to huye paraye gori
Dil tere sang jaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Masti bhare sawan ke jhoole
Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
Masti bhare sawan ke jhoole
Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
Ab ke jab wapas aaye gori
God bhari le aaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana

Manbhawan ke ghar jaye gori
Ghoonghat me sharmaye gori
Bandhi rahe ye pyar ki dori
Hame na bhulana hame na bhulana
Hame na bhulana hame na bhulana...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Man Bhavan Ke Ghar

Man Bhavan Ke Ghar is a song from Chori Chori 1956. It is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chori Chori 1956 album song list for more songs and album details.