Malum Nahin Mujhko Lyrics, Singer & Song Details

Mitti 2001 album cover

Mitti 2001 Album Details

Iqbal Durrani
Monty Sharma
Mehboob Alam Kotwal
Ferdous Ahmed, Sharbani Mukherjee, Kulbhushan Kharbanda, Arif Zakaria, Vishal

album songs
Malum Nahin Mujhko
Singer : Sonu Nigam

Malum Nahin Mujhko Lyrics

Song Title = Malum Nhi Mujhko
Movie/Album = Mitti (2001)
Singers =Sonu Nigam
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Composer = Monty Sharma
Director = Iqbal Durrani

Mp3 Song Lyrics

((Malum nahi mujhko anjame safar
Kya hai kya hai kya hai
Malum nahi mujhko
Anjame safar kya hai
Anjame safar kya hai
Anjame safar kya hai
Phoolo ki gali kya kanto
Ki dagar kya hai
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal
Malum nahi mujhko
Anjame safar kya hai
Phoolo ki gali kya kanto
Ki dagar kya hai
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal

Ye ishq hi shradha hai
Ye ishq hi kurbani
Ye ishq kahi shola
Ye ishq kahi pani
Ye ishq hi shradha hai
Ye ishq hi kurbani
Ye ishq kahi shola
Ye ishq kahi pani
Ye ishq kahi pani
Ye ishq kahi pani

Main mudke agar dekhu
Ek aag ka dariya hai
Main mudke agar dekhu
Ek aag ka dariya hai
Chalta hu to kadmo se
Rasta bhi ulajhata hai
Rasta bhi ulajhata hai
Rasta bhi ulajhata hai
Jab sar pe kafan bandha
Phir maut ka dar kya hai
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal

Pani resa resa resa
O ishq da rog bada mitha mitha
Pani resa resa resa
O ishq da rog bada mitha mitha
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal
Ae ishq teri marji
Ji chahe jaha le chal..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Malum Nahin Mujhko

Malum Nahin Mujhko is a song from Mitti 2001. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Mehboob Alam Kotwal. Music information: Monty Sharma. Read the lyrics above and view the Mitti 2001 album song list for more songs and album details.