Malik Ne Haath Kahe Lyrics, Singer & Song Details

Miss India 1957 album cover

Miss India 1957 Album Details

I. S. Johar
Sachin Dev Burman
Rajendra Krishan
Nargis, Pradip Kumar

album songs
Malik Ne Haath Kahe
Singer : Asha Bhosle, Manna Dey

Malik Ne Haath Kahe Lyrics

Song Title = Malik Ne Haath Kahe
Movie/Album = Miss India (1957)
Singers = Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = I.S. Johar

Mp3 Song Lyrics

((Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Khana kharab hai jo mile bekaam ke
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Banda jo apni kamai ki khaye piye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Mehnat ke bad chale hatho me hath liye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Malik Ne Haath Kahe

Malik Ne Haath Kahe is a song from Miss India 1957. It is sung by Asha Bhosle, Manna Dey. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Miss India 1957 album song list for more songs and album details.