Ghar Ki Laaj 1979 - Download Mp3 Song

Ghar Ki Laaj 1979

Ghar Ki Laaj 1979

B.R. Ishara
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Moushumi Chatterjee, K.C. Dey, C.S. Dubey

album songs
Maiya Ke Bina Beta
Singer : Mahendra Kapoor

Maiya Ke Bina Beta Lyrics

Song Title = Maiya Ke Bina Beta
Movie/album = Ghar Ki Laaj (1979)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = B.R. Ishara

Mp3 Song Lyrics

((Maiya ke bina beta
Maiya ke bina beta
Jaise panchhi kate par ka
Na ghar ka na bahar ka
Ho maiya ke bina beta

Samay se bhojan tak na mile
Use lori kaun sunaye re
Khilne ki falne ki umar me haye
Phulwa murjha jaye re
Wo phulwa murjha jaye re
Mata ke liye jo chandan
Apni mata ke liye jo chandan
Wahi dard auro ke sar ka
Na ghar ka na bahar ka
Maiya ke bina beta

Har koi usko aankhe dikhaye
Har koi dhutkare
Ek aachal ki chhaya bina
Jag sara bairi hua re
Use har koi dhutkare
Mol koi na samjha
Yaha mol koi na samjha
Abla ki dharohar ka
Na ghar ka na bahar ka
Maiya ke bina beta

Chota sa ek shabd hai maa par
Badi hai zimmedari
Bacho ki khatir har dukh
Haskar sahti hai maa bechari
Dukh sahti hai maa bechari
Baki sab rishto me
Ho baki sab rishto me
Pyar hota hai upar ka
Na ghar ka na bahar ka
Maiya ke bina beta

Dhup sahi barsate nikali
Sone ki deh galai hai
Tab kahi jake bete ko maa
Is manzil par la payi hai
Is manzil par la payi hai
Dukhiya ke bete ne
Ek dukhiya ke bete ne
Pad paya hai aadar ka
Na ghar na bahar ka
Maiya ke bina beta

Bichhde hue mil jate hai lekin
Der badi ho jati hai
Ek choti si bhul bhi hamko
Kitna khun rulati hai
Hame kitna khun rulati hai
Rah jata hai man ko
Rah jata hai man ko
Pachtawa umarbhar ka
Na ghar ka na bahar ka
Ho maiya ke bina beta
Jaise panchhi kate par ka
Na ghar ka na bahar ka
Maiya ke bina beta..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Maiya Ke Bina Beta Video

Video Description :

Maiya Ke Bina Beta download mp3 song

Recent Tags : Maiya Ke Bina Beta Lyrics | Maiya Ke Bina Beta Video Song | Maiya Ke Bina Beta free play mp3 song | Maiya Ke Bina Beta free download mp3 song | Maiya Ke Bina Beta Full Video Song | Free Maiya Ke Bina Beta movie songs | Maiya Ke Bina Beta free songs | Maiya Ke Bina Beta play online | Maiya Ke Bina Beta free mp3 song download | Maiya Ke Bina Beta online play Song | Maiya Ke Bina Beta Hindi Lyrics | Maiya Ke Bina Beta Lyrics | Maiya Ke Bina Beta online mp3 songs | Maiya Ke Bina Beta full songs | Maiya Ke Bina Beta online music | Maiya Ke Bina Beta free Video | Maiya Ke Bina Beta online Video | Maiya Ke Bina Beta mp3 Download | Free Download Maiya Ke Bina Beta song