Maine Seekha Jo Pyar Ka Lyrics, Singer & Song Details

Uff Yeh Mohabbat 1997 album cover

Uff Yeh Mohabbat 1997 Album Details

Vipin Handa
Nikhil, Vinay
Rani Malik
Abhishek Kapoor, Twinkle Khanna, Anupam Kher

album songs
Maine Seekha Jo Pyar Ka
Singer : Udit Narayan, Kavita

Maine Seekha Jo Pyar Ka Lyrics

Song Title = Maine Seekha Jo Pyar Ka
Movie/Album = Uff Yeh Mohabbat (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Song Lyricists = Rani Malik
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Vipin Handa

Mp3 Song Lyrics

((maine sikha jo pyar ka pahada
maine sikha jo pyar ka pahada
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aaa gaye
ke ashiki ke din aa gaye ke hay ke ashiki din aa gaye
maine sikha jo pyar ka pahada
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye
hay ke ashiki ke din aa gaye ke din aa gaye
ho maine sikha jo pyar ka pahada

dekh ke tera roop salona chal gaya dil pe jadu tona
dekh ke tera roop salona chal gaya dil pe jadu tona
pyar se mera daman bhar de aj tu mujhko pagal kar de
jab dekha ye chehra pyara pyara
jab dekha ye chehra pyara pyara
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye hay ke ashiqui ke din aa gaye
ho maine sikha jo pyar ka pahada

dil pe kisi ka zor nahi hai aaj mujhe ye aya yakin hai
dil pe kisi ka zor nahi hai aaj mujhe ye aya yakin hai
ye pal ye kasme na bhulana chahe dushman bane zamana
tune diya jo mujhko sahara
tune diya jo mujhko sahara
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye ke ashiqui ke din aa gaye
maine sikha jo pyar ka pahada
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye ke ashiqui ke din aa gaye haay
ke aashiki ke din aaa gaye
maine sikha jo pyar ka pahada
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye
ke aashiki ke din aaa gaye ke aashiki ke din aaa gaye haay
ke aashiki ke din aaa gaye ke aashiki ke din aaa gaye
ho maine sikha jo pyar ka pahada
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye

maine sikha jo pyar ka pahada
mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye
ho ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye
ke ashiqui ke din aa gaye .))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Maine Seekha Jo Pyar Ka

Maine Seekha Jo Pyar Ka is a song from Uff Yeh Mohabbat 1997. It is sung by Udit Narayan, Kavita. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Uff Yeh Mohabbat 1997 album song list for more songs and album details.