Maine Saawan Se Kaha Lyrics, Singer & Song Details

Ankhon Mein Tum Ho 1997 album cover

Ankhon Mein Tum Ho 1997 Album Details

Ashim S. Samanta
Anu Malik
Anand Bakshi
Anuraag, Rakhee Gulzar, Satyendra Kapoor

album songs
Maine Saawan Se Kaha
Singer : Kumar Sanu

Maine Saawan Se Kaha Lyrics

Song Lyrics Title = Maine sawan se kaha
Song Lyrics Movie = Aankhon mein tum ho 1997
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anu Malik
Director = Ashim Samanta
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha tu
Pagal hai tu kya
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha tu
Pagal hai tu kya

Saawan ke bas ki baat nahi
Baadal ke bas ka kaam nahi
Iss rog ki koi dawa nahi
Iss dard ka koi naam nahi
Maine jaam se kaha
Mujhko jalne se bacha
To jaam ne kaha le aag pee jaa
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa

Mujhko peene ka saukh nahi
Yeh dil ki lagi bujani hai
Aankhon mein kitne aansu hai
Saagar mein kitna paani hai
Maine saagar se kaha
Meri pyas tu bhuja
Saagar ne kaha
Dub ke mar jaa
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa

Jis roj ye mera dil tuta
Us roj badi barsat hui
Barso mein us harjai se
Ek din jo meri mulakat hui
Maine us se ye kaha
Meri kya hai khata
To usne kaha
Tune pyar hai kiya
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha tu
Pagal hai tu kya..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Maine Saawan Se Kaha Video

About Maine Saawan Se Kaha

Maine Saawan Se Kaha is a song from Ankhon Mein Tum Ho 1997. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Ankhon Mein Tum Ho 1997 album song list for more songs and album details.