Maine Dil Se Poochha Lyrics, Singer & Song Details

Qahar 1997 album cover

Qahar 1997 Album Details

Rajkumar Kohli
Anand, Milind Shrivastav
Anand Bakshi
Sunny Deol, Sunil Shetty, Armaan Kohli, Sonali Bendre, Deepti Bhatnagar, Rambha

album songs
Maine Dil Se Poochha
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Maine Dil Se Poochha Lyrics

Song Title = Maine Dil Se Poocha
Movie/Album = Qahar (1997)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Rajkumar Kohli

Mp3 Songs Lyrics

((Maine dil se ye pucha
Mera aashik kaisa ho
Maine dil se ye pucha
Mera aashik kaisa ho
Dil ne tera nam liya
Or bola bilkul aisa ho

Maine dil se ye pucha
Meri janam kaisi ho
Maine dil se ye pucha
Meri janam kaisi ho
Dil ne tera nam liya
Or bola bilkul aisi ho

Ye dunia sach kahti hai
Sabki jodi hoti hai
Har ek chand ki aanhko me
Koi chakori hoti hai
Maine chand se ye pucha
Meri chakori kaisi ho
Maine chand se ye pucha
Meri chakori kaisi ho
Chand ne tera nam liya
Or bola bilkul aisi ho

Diwano ne man liya
Kahna dil diwane ka
Dunia me mashur hua
Pyar shama parwane ka
Maine shama se ye pucha
Mera parwana kaisa ho
Maine shama se ye pucha
Mera parwana kaisa ho
Shama ne tera nam liya
Or boli bilkul aisi ho
Maine dil se ye pucha
Meri janam kaisi ho
Dil ne tera nam liya
Or bola bilkul aisi ho..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Maine Dil Se Poochha

Maine Dil Se Poochha is a song from Qahar 1997. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Qahar 1997 album song list for more songs and album details.