Maine Dil Abhi Diya Nahin Lyrics, Singer & Song Details

The Train 1970 album cover

The Train 1970 Album Details

Ravikant Nagaich
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Nanda, Helen

album songs
Maine Dil Abhi Diya Nahin
Singer : Asha Bhosle

Maine Dil Abhi Diya Nahin Lyrics

Song Title = Maine Dil Abhi Diya Nahin
Movie/album = The Train (1970)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu
Main hu nadan tu anjan
Main kaise manu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu

Bas aaj hi to hum mile hai
Bechain hotho pe gile hai
Do char hongi mulakate
Fir hogi pyar bari bate
Bas aaj hi to hum mile hai
Bechain hotho pe gile hai
Do char hongi mulakate
Fir hogi pyar bari bate
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu
Main hu nadan tu anjan
Main kaise manu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu

So baar logo se suna hai
Is pyar me bhi ek nasha hai
Do ghut pilu to batau
Fir haal dil ka main sunau
Uff ye jham abhi nahin
Main abhi kya janu
Uff ye jham abhi nahin
Main abhi kya janu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahin
Main abhi kya janu.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Maine Dil Abhi Diya Nahin

Maine Dil Abhi Diya Nahin is a song from The Train 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the The Train 1970 album song list for more songs and album details.