Maine Dekha Tune Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Dushman 1971 album cover

Dushman 1971 Album Details

Dulal Guha
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Meena Kumari, Rajesh Khanna, Mumtaz

album songs
Maine Dekha Tune Dekha
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Maine Dekha Tune Dekha Lyrics

Song Lyrics Title = Maine Dekha Tune Dekha
Song Lyrics Movie = Dushman (1971)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Dulal Guha
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa

Kyaa dekhaa kyaa dekhaa
Ik dushman
Jo doston se pyaaraa hai
Ik dushman
Jo doston se pyaaraa hai

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa
Kyaa dekhaa kyaa dekhaa
Ek gaanv
Jo shaharon se bhi nyaaraa hai
Ek gaanv
Jo shaharon se bhi nyaaraa hai
Dushman dushman
Jo doston se pyaaraa hai

Aaj sazaa denge tujhko ham
Teri sab bhoolon ki
Aaj sazaa denge tujhko ham
Teri sab bhoolon ki
Tere gale mein ham daalenge
Ye maalaa phoolon ki
Is gaanv ki reet yahi hai
Jeewan sangeet yahi hai
Aaj ke din ka geet yahi hai
Yahi hai

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa
Kyaa dekhaa kyaa dekhaa
Ik chaand
Jo sabki aankh kaa taaraa hai
Ik chaand
Jo sabki aankh kaa taaraa hai
Dushman dushman
Jo doston se pyaaraa hai

Zanjeero se bhi pakke hain prem ke kacche

dhaage
Zanjeero se bhi pakke hain prem ke kacche

dhaage
In kacche dhagon ko todke qaidi kaisi

bhaage
Aaya leke hariyali tu
In baaghon ka mali tu
In kheton ka haali tu haali tu

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usane dekhaa
Sabane dekhaa
Kya dekha kya dekha
Ik qaidi jo pahredar hammara hai
Ik qaidi jo pahredar hammara hai
Dushman dushman jo doston se pyaara hai

Sabne maaf kiyaa mujhko par
Main hoon jiskaa doshi
Sabne maaf kiyaa mujhko par
Main hoon jiskaa doshi
Kab tootegi uske ghaayal
Honthon ki khaamoshi

Wo bhi maaf kare to jaanoon
Man ko saaf kare to jaanoon
Insaaf kare to jaanoon to jaanoon
Meraa nahin teraa nahin
Meraa nahin teraa nahin
Iskaa nahin uskaa nahin
Kisi kaa nahin
Ye dosh taqdeer kaa saaraa hai
Ye dosh taqdeer kaa saaraa hai....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Maine Dekha Tune Dekha

Maine Dekha Tune Dekha is a song from Dushman 1971. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dushman 1971 album song list for more songs and album details.