Maine Daba Li Thi Lyrics, Singer & Song Details

Tum Mere Ho 1990 album cover

Tum Mere Ho 1990 Album Details

Tahir Hussain
Anand, Milind Shrivastav
Majrooh Sultanpuri
Aamir Khan, Juhi Chawla

album songs
Maine Daba Li Thi
Singer : Anuradha Paudwal

Maine Daba Li Thi Lyrics

Song Title = Maine Daba Li Thi
Movie/album = Tum Mere Ho (1990)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Tahir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Main ne daba li thi
Main ne daba li thi jo aag seene mein
Phir tu ne bharka di ke main doobi paseene mein
Ab tu bhi sulge to maza aajaey jeene mein
Jalun main bhi, jale tu bhi
Jalun main bhi, jale tu bhi

Main ne daba li thi jo aag seene mein
Phir tu ne bharka di ke main doobi paseene mein
Ab tu bhi sulge to maza aajaey jeene mein
Jalun main bhi, jale tu bhi
Jalun main bhi, jale tu bhi

Ghar se nikli thi main tujh se milne ko
Dhalti shabnam mein mehek ne khilne ko
[repeat]
Aray jaag uthi tan mein jese koi juwala
Shabnam ko bhi tu ne shola bana daala
Shola yahi bhardun, idhar aa, tere seene mein
Jalun main bhi, jale tu bhi
Jalun main bhi, jale tu bhi

Kab se tarpun re main teri baawariya
Khul ke milne de sanpere sanwariya
[repeat]
Ab jo zeher main ne paala umar bhar se
Chakh le zara tu bhi baanhon mein aa kar ke
Jeena zeher ban jaey to phir kya hai jeene mein
Jalun main bhi, jale tu bhi
Jalun main bhi, jale tu bhi

Main ne daba li thi jo aag seene mein
Phir tu ne bharka di ke main doobi paseene mein
Ab tu bhi sulge to maza aajaey jeene mein
Jalun main bhi, jale tu bhi
Jalun main bhi, jale tu bhi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Maine Daba Li Thi

Maine Daba Li Thi is a song from Tum Mere Ho 1990. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Tum Mere Ho 1990 album song list for more songs and album details.