Maine Bola Haan Ji Lyrics, Singer & Song Details

Kidnap 2008 album cover

Kidnap 2008 Album Details

Sanjay Gadhvi
Pritam Chakraborty
Mayur Puri
Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Vidya Malvade, Ankita Makwana

album songs
Maine Bola Haan Ji
Singer : Adnan Sami

Maine Bola Haan Ji Lyrics

Song Title = Maine Bola Haan Ji
Movie/Album = Kidnap (2008)
Singer Names = Adnan Sami
Lyricist Name = Mayur Puri
Music Director = Pritam Chakraborty

Mp3 Song Lyrics

((Ek Ladki Se Jab Aankhein Hui Chaar
Maine Bola Haan Ji
Ladki Ne Kaha Mere Ban Jaao Yaar
Maine Bola Haan Ji

Ek Ladki Se Jab Aankhein Hui Chaar
Maine Bola Haan Ji
Ladki Ne Kaha Mere Ban Jaao Yaar
Maine Bola Haan Ji

Sunday Ko Ek Ring Pehenva Di
Monday Ko Phir Ho Gayi Shaadi
Vo Boli Saari Umar Karoge Pyaar
Maine Bola Haan Ji

Ek Ladki Se Jab Aankhein Hui Chaar
Maine Bola Haan Ji
Ladki Ne Kaha Mere Ban Jaao Yaar
Maine Bola Haan Ji

Hum Khush The Bade
Haan Ji
Phir Aaya Tuesday
Haan Ji

Lauta Ghar Pe
Haan Ji
Woh Roothi Roothi Mili Mujhe Chhat Pe Khade

Dar Dar Ke Kaha
Haan Ji
Kyun Hai Mujhse Khafa..
Haan Ji

Phir Chali Goliyaan
Haan Ji
Haaye Bhoola Kaise Bhoola
Tune Mera Birthday

Wednesday Ko Maangi Maine Maafi
Thursday Boli Ye Nahi Hai Kaafi
Friday Ko Mujhe Kasam Khilaadi Chaar
Maine Bola Haan Ji

Ek Ladki Se Jab Aankhein Hui Chaar
Maine Bola Haan Ji
Ladki Ne Kaha Mere Ban Jaao Yaar
Maine Bola Haan Ji

Oh No

Ho Saturday Sunday
Woh Har Din Gam De
Haan Ji
Kahaan Phas Gaya Bande
Haan Ji

Hain Gori Gori Baahein
Ye To Lagte Phande

Din Saal Maheena
Haan Ji
Mera Chain Hai Cheena
Haan Ji

Muskil Hua Jeena
Haan Ji
Main Chup Chup Sahu
Ye Jitne Sitam De

India Mein To Democracy
Ghar Mein Shauhar Ki Aisi Taisi
Yahaan Bhi Chale Biviyon Ki Sarkar
Bolo Sab Haan Ji
Haan Ji
Haan Ji

Laddoo Hai Ye Aisa
Jo Bhi Khaaye Pachhtaaye
Haan Ji
Sher Saare Ghar Aake Chuhein Ban Jaaye
Haan Ji

Chewing Gum Aisi Hai
Ki Jo Bhi Ye Chabaaye
Haan Ji
Oogli Na Jaaye
Na Hi Nigli Ye Jaaye
Haan Ji

Ek Beechara Sab Ko Ye Samjhaaye
Shaadi Barbaadi Hai Ye
Haaye Shaadi Haaye
Bilkul Haan Ji

Shaadi Barbaadi Hai
Haaye Shaadi Haaye
Shaadi Barbaadi Hai
Haaye Shaadi Haaye
Haaye Shaadi Haaye...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Maine Bola Haan Ji

Maine Bola Haan Ji is a song from Kidnap 2008. It is sung by Adnan Sami. Lyrics are credited to Mayur Puri. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Kidnap 2008 album song list for more songs and album details.